Monday, August 29, 2011
Friday, August 26, 2011
Abhi Shadi ka pehla saal tha
अभी शादी का पहला ही साल था,
ख़ुशी के मारे मेरा बुरा हाल था,
खुशियाँ कुछ यूं उमड़ रहीं थी,
की संभाले नही संभल रही थी..
सुबह सुबह मैडम का चाय ले कर आना
थोडा शरमाते हुये हमें नींद से जगाना,
वो प्यार भरा हाथ हमारे बालों में फिरना,
मुस्कुराते हुये कहना की…
डार्लिंग चाय तो पी लो,
जल्दी से रेडी हो जाओ,
आप को ऑफिस भी है जाना…
घरवाली भगवान का रुप ले कर आयी थी,
दिल और दिमाग पर पूरी तरह छाई थी,
सांस भी लेते थे तो नाम उसी का होता था,
इक पल भी दूर जीना दुश्वार होता था…
५ साल बाद……..
सुबह सुबह मैडम का चाय ले कर आना,
टेबल पर रख कर जोर से चिल्लाना,
आज ऑफिस जाओ तो मुन्ना को
स्कूल छोड़ते हुए जाना…
सुनो एक बार फिर वोही आवाज आयी,
क्या बात है अभी तक छोड़ी नही चारपाई,
अगर मुन्ना लेट हो गया तो देख लेना,
मुन्ना की टीचर्स को फिर खुद ही संभाल लेना…
ना जाने घरवाली कैसा रुप ले कर आयी थी,
दिल और दिमाग पर काली घटा छाई थी,
सांस भी लेते हैं तो उन्ही का ख़याल होता है,
अब हर समय जेहन में एक ही सवाल होता है…
क्या कभी वो दिन लौट के आएंगे,
हम एक बार फिर कुंवारे हो जायेंगे !
Monday, August 1, 2011
TANHA rehna seekh raha hoon.
TANHA rehna seekh raha hoon.
Mar ke jeena seekh raha hoon.
Mang ke paana seekh liya tha.
Paa ke khona seekh raha hoon.
Madhoshi ne bohot sataya.
ab hosh me rehna sikh raha hun.
Sikhaya tha usne baate karna.
Ab chup rehna seekh raha hun.
Sabar ko apni raah bana kar.
Kaanch pe chalna seekh raha hoon.
Khoob hasaya auron ko maine.
Khud ko hasana seekh raha hoon.
Jeeney ke hain ajeeb taqazey.
Zinda rehna seekh raha hoon.
Gam ne mujh ko bohat hai khaya.
Ab gam ko khana seekh raha hoon.
Yad me uski sadiyon tak jaga.
ab chain se sona seekh raha hun.
Dosto ko bhi bhula diya tha maine.
Dushmano ko apnana seekh raha hun.
Har bar manaya usko maine.
Ab khud ko manana seekh raha hun.
Wo gayi jo mera hath chhodkar.
ab tanha chalna seekh raha hun.
Mar ke jeena seekh raha hoon.
Mang ke paana seekh liya tha.
Paa ke khona seekh raha hoon.
Madhoshi ne bohot sataya.
ab hosh me rehna sikh raha hun.
Sikhaya tha usne baate karna.
Ab chup rehna seekh raha hun.
Sabar ko apni raah bana kar.
Kaanch pe chalna seekh raha hoon.
Khoob hasaya auron ko maine.
Khud ko hasana seekh raha hoon.
Jeeney ke hain ajeeb taqazey.
Zinda rehna seekh raha hoon.
Gam ne mujh ko bohat hai khaya.
Ab gam ko khana seekh raha hoon.
Yad me uski sadiyon tak jaga.
ab chain se sona seekh raha hun.
Dosto ko bhi bhula diya tha maine.
Dushmano ko apnana seekh raha hun.
Har bar manaya usko maine.
Ab khud ko manana seekh raha hun.
Wo gayi jo mera hath chhodkar.
ab tanha chalna seekh raha hun.
Thursday, July 14, 2011
EK DIN BARISH KA..........................A SWEET COMEDY......................SENSOR BOARD HAS GIVEN.........A....CERTIFICATE
KYA GARAJ KE BARSE BADAL
JAL MAGNA HO GAYA SARA BHU-THAL
BHIG RAHE THE HUM TO DEAR BACHNE KI LIYE AASH
DOOR TALAK NA KOI OPTION,PAR EK PED THA PAASH
CHUP GAYE HUM PED KI CHAIYA KYONKI PED BADA THA GHANERA
TABHI ACHANAK EK KANYA KO DEKHA JO DHOONDH RAHI THI BASERA
SCOOTY KO ROK WO DHEERE PAAS PED KE AAYI
BHIGI TO WO PEHLE SE THI,USKO CHIK THI AAYI
USKI CHINK NE ZALIM DIL KA PANNA AISE KHOLA
HUM NA ROK SAKE KHUD KO..KAMINE MUKH NE DHIRE SE BOLA
THODA AUR KHISAK AAO......WAHA BHIG JAOGE
AGAR HO GAYA COLD N FEVER....DR.KO PAISE LUTAOGE
THODA SA MUSKA KE WO THODA SA SHARMAYI
CHAR KADAM WO MERI TARAF DHIRE DHIRE AAYI
BHIGA BADAN AUR GILE BAALUMAR THI USKI 17 SAALYOWAN USKA AISE KHILA THA JAISE SAMOSE MAI THUNSA AALUDEKH KE USKO SHER JANGAL KA MARZI SE BAN JAYE BHAALUGAALO PE USKE PANI KI BUNDE PUCH RAHI THI SAWALABE KAMINE KAB TAK GHUREGA....HO JAYEGA BAWALSAMNE PED KE US DEWAL PAR CHIPKA HUA THA POSTERNAAM FILAM KA MURDER 2 THA SERIAL KISSER THA ACTORTABHI KANYA KE MOBILE PAR AAYA EK PHONEDHIRE DHIRE BAJ RAHI THI MURDER 2 KI TONEKANYA NE BOLA0-JANU ...TIKET MURDER 2 KA HI LENAWARNA PICTURE DENGE CHHORSHOW SE PEHLE AA JAUNGI LAGATE HUE DOURDIKHNE MAI ETNI SIDHI JAISE KI MADHUBALAPAR WO TO JAATI THI MALLIKA KI PAATHSHALAROMANTIC BARISH NE KIYA BOONDO KO KAMZAMNI HO GAYI GILI GAM SE...AASHMA HO GAYA NAMARMANO PE LAGA KE USNE LAGA KE AAGKEH RAHI THI JAISE BHAAG D K BOSE BHAGKEHER ABHI BAAKI THA YAAROBUS THODA SA LAGA THA BRAKEKANYA NE BOLA UNCLEAAKE GADI KAR DO NA CHECKUNCLE NAHI BOLA THA USNE USNE DI THI GAALIMAN ME USKO GAALI DE KE KYA SAMJHTI S**LIPHIR BHI PAROPKARI MAN NE BOLAGADI KAR DO STARTES TARAH KI BAATE SUNNAJIVAN KA HAI PARTLAST ME USNE THANK YOU BOLA BINA UNCLE BOLEHUM NE SOCHA AKAL AA GAYI JAI HO BAM BHOLEWAISE TO UMAR HAMARI IMRAAN HASHMI SE BHI KAM HAIPAR US LADKI SE JYADA MURDER 2 KI HEROINE ME HI DUM HAI
Monday, July 4, 2011
Teri Meherbani – Your Grace (Qawwali)
Tuesday, June 14, 2011
To realize the value of Time
To realize the value of ONE YEAR,
ask a student who has failed his final exam.
To realize the value of ONE MONTHS,
ask a mother who has given birth to a premature baby.
To realize the value of ONE WEEK,
ask an editor of a weekly newspaper.
To realize the value of ONE DAY,
ask a daily wage laborer who has ten kids to feed.
To realize the value of ONE HOUR,
ask the lovers who are waiting to meet each other.
To realize the value of ONE MINUTE,
ask a person who has missed the train.
To realize the value of ONE SECOND,
ask a person who has survived an accident.
Thursday, June 2, 2011
Le Chal Muje Waha Jo Mukaam Akhri Ho
Le Chal Muje Waha Jo Mukaam Akhri Ho
Zindaagi Teri Safar Kaa Jo Anjaam Aakhri Ho
Maut Agar Hain Nasha Tutne Kaa Naam
Zindaagi Pilade Ab Tu Wo Jaam Akhri Ho
Khuda Bhii Mere Dosto Kii Tarah Bewafa Nikla
Dosto Ke Saath Mere Ye Inteqaam Akhri Ho
Mere Sher Meri Begunaahi Kaa Sabut Hain
Ya Khuda Ab Ke Qaatilon Kii Pehchhan Akhri Ho
Kashtiyon Ke Saath Yaha Saahil Bhi Dub Gaye
Ret Per Mere Kadmo Ke Nishhaa Akkhri ho..
Zindaagi Teri Safar Kaa Jo Anjaam Aakhri Ho
Maut Agar Hain Nasha Tutne Kaa Naam
Zindaagi Pilade Ab Tu Wo Jaam Akhri Ho
Khuda Bhii Mere Dosto Kii Tarah Bewafa Nikla
Dosto Ke Saath Mere Ye Inteqaam Akhri Ho
Mere Sher Meri Begunaahi Kaa Sabut Hain
Ya Khuda Ab Ke Qaatilon Kii Pehchhan Akhri Ho
Kashtiyon Ke Saath Yaha Saahil Bhi Dub Gaye
Ret Per Mere Kadmo Ke Nishhaa Akkhri ho..
Subscribe to:
Posts (Atom)